AUTHOR'S NOTE: THANKS TO DUOROCK( THANKS.. PURA PADH LO.. THEN FIRSE BATANA MUJHE HOW'S IT.. :) ), GUEST, GD(OHO.. THIS IS VERY UNFORTUNATE.. MY

WAY OF THINKING IS DIFFERENT FROM YOU.. AND THIS IS MY FAULT THAT I CAN'T EXPLAIN WHY.. I AM SORRY.. PAR THANKS FOR YOUR FB.. :) ), SHAH KHANAM,

FAD, GUEST, DA95, ISHITA(SATURDAY EPISODE ER OPOR KI LIKHBO BOLOTO.. AMI TO KICHU BUJHLAM E NA.. KANE KANE KI JE BOLLO MATHAY DHUKLO NA.. AAR

TUMI 11 A PORO.. AMI 1ST YEAR A.. :) TUMI AKTA ACCOUNT BANIYE NAO FF A.. TAHOLE KOTHA BOLA JABE.. ), DEEPIKA, ABHICHARM, NANDITA (BOKLE NA VALO

BOLLE.. BUJHLAM NA TO? ), BHUMI, PRIYA, JANNATFAIRY, RUKMANI,

NAVYA DIDI, NAZ FOR YOUR SUPPORT..

A BIG THANKS TO NANDITA.. FOR CHOOSING ME TO WRITE THIS STORY.. SORRY FOR ALL MY MISTAKES.. MAAF KAR DENA PLSSSSSSS.. :)

AND ONE THING.. YOU ALL KNOW NA KI 28TH OF FEB.. PUARA DIN DAYA SIR THE SONY PAR.. MAIN NEHI DEKH PAYI.. :(.. SO PLEASE TELL ME

THE LINK WHERE I CAN FIND THAT.. PLZZZZZZZZZZZ.. :)

THE STORY:

Daya was ready to move out from the hospital..

Salunkhe sir: Daya.. beta tum aur ek baar soch lo bachha..

Daya: kis bare mein sir?

Acp sir(covering up the situation): aa.. wo.. tum kal se hi bureau join karne ki baat kar rehe the na.. Salunkhe wohi bol raha hai..

Daya smiled.. he understood everything.. but he pretended as if he did not understand anything..

Daya(smiled): aap chinta maat kijiye sir.. mai kal se hi jaunga.. aab chale sir? I'm ready..

Acp sir: haa.. chalo.. mai tumhe chor deta hu.. (to Salunkhe sir) chalo Salunkhe..

Daya: aa.. nehi sir.. mai cab se chala jaunga.. aap pareshan...

Acp sir: Daya.. mujhe kab pareshan hona hai yah nehi wo bhi tum bataoge..

Daya(looking down): mera wo matlab nehi tha.. I'm sorry sir..

Salunkhe sir pressed his friend's shoulder.. Acp sir closed his eyes.. and sighed..

Acp sir: sorry Daya.. par please jid mat karo.. mere sath chalo.. Daya nodded.. and three went out..

the whole journey was covered with a silence.. Daya's home reached..

Daya got down from the car.. and bed them bye.. and then entered inside his house.. straightly went to his room.. and lay down with a thud..

Some sentences.. some voices were echoing in his ears..

Aare Daya.. tum abhi tak medicine nehi lia?

kya yaar.. soye nehi abhi tak?

chalo.. khana kha lo..

offo Daya.. humesha laparwai.. khud ki dhyan rakhna kab sikhoge?

Daya(teary tone): sikh gaya main khud ki dhyan rakhna.. aab mai khud sab kuch kar sakta hu.. kisiki sahare ki jaroorat nehi hai mujhe.. aur karna to parega hi

majbooran.. aab na to koi mujhe khilayga.. na koi sulayga.. aur na hi koi mera dost banega.. tear slipped from his eyes.. he heard a bell.. he rubbed his eyes..

and got up to open the door..

Daya(opening the door): aap?

Man: jee.. mujhe Abhijeet sir ne bejha hai.. aapka medicines waha reh gaya tha.. wohi dene aaya hu.. aur aapke kapre pehele hi aake rakhhe gaya hu. aap ek

bar check kar lijiye...

Daya didn't say anything..

ABHIJEET'S HOME..

Abhijeet was sitting on the sofa.. having tears in his eyes.. meanwhile door bell rang.. he went to open the door.. Daya was standing there with really angry

expression..

Abhijeet: Daya.. tum? kuch rehe gaya hain kya yaha pe? tum.. tum mujhe bol sakte the na.. mai bejhwa deta..

Daya: haa.. rehe gaya hai.. bohot kimti chis chor ke gaya hu mai yaha..

Abhijeet: I'm sorry.. mujhe pata nehi tha.. mai abhi dekhta hu.. tum baitho na.. mai dekhta hu.. he was to go.. but Daya grabbed his hand.. Abhijeet turned..

Daya: wo chis kabhi dikhai nehi dega tumhe..

Abhijeet: oh.. to tum hi chalo..

Daya: haa.. chalo.. Daya almost dragged Abhijeet to that room where Daya was..

Daya: isi room mei tha na mai..

Abhijeet just nodded.. not understanding what Daya was upto.. Daya stood in front of a mirror.. and made Abhijeet stand before him..

Daya(pointing towards Abhijeet in the mirror): yeh hai wo kimti chis.. jo mai yaha chorke gaya..

Abhijeet(teary whisper): Daya..

Daya moved back..

Daya(shouted): kya.. samjhte kya hai aap aapne aapko senior inspectot Abhijeet? bohot bohot mahan hai aap.. hain na? ek besahare ko sahara de diya

aapne.. kitna bara punya kamaya aapne.. sab log bolenge ki ek andha junior ke khub sewa ki hain Sn Ins Abhijeet ne.. hai na? khilaya. sulaya.. aur ke tane

suni.. (coming close to him).. par kisiko yeh pata bhi nehi chalega ki thik hote hi use phenk bhi dia usne..

Abhijeet: Daya.. kya bol rehe ho yeh sab?

Daya: haa.. haa.. thik keh raha hu mai.. bohot kuch bola the na? dost, yaar, sathi wagera wagera.. sab.. sab kuch ehsaan tha na? par jante ho.. mai na.. yeh

sab sach samjh lia tha.. sab kuch.. socha tha.. mujhe sach mei ek dost mil gaya.. is dunia mei.. mai aab aur akela nehi hu.. (teary tone) par sab jhut tha.. sab

jhut.. mai bewakoof sab sach samjh baitha.. he started crying..

Abhijeet cupped his face with tears in his eyes..

Abhijeet: Daya.. wo sab jhut nehi tha re.. wo sab sach tha.. mera yakeen kar..

Daya: to fir kyu akela kar dia mujhe tumne firse?

Abhijeet: yaar.. wo.. tune hospital mei ajeeb sa behave kar raha tha.. to mujhe laga...

Daya: haa.. kar raha tha.. par kyu kar raha tha.. mujhe hi nehi pata.. ek.. ek ajeeb sa darr lag raha tha.. jo mere liye Abhijeet sir tha.. wo aaj mere liye mera

Abhijeet hai.. mera boss hain.. boss hai.. kya sach mei mujhe itna haq hai.. yah bas meri kamjori ke waja se mujhe yeh haq diya gaya hai.. kya wo haq puri

jindegi ke liye hai.. yah fir uska Life span khatam ho gaya hai..yeh sab chal raha tha mere dimag mein.. aur dekho sahi bhi ho gaya.. akela chor aaya tumne

mujhe.. bikul akela.. he was crying..

Abhijeet instantly hugged him tightly.. Daya could not refuse that.. he also hugged him.. as if he just surrendered himself in front of his Abhijeet.. Abhijeet

started patting his back.. and caressing his hair..

Abhijeet(in tears): aisa nehi hai mere yaar.. sach mei.. mai tujhe kaise akela chor sakta hu?

Daya(in hug.. in cute complaining tone): to kyu mujhe aapne sath leke aaye? aur us admi se kyu kaha mere saman mere ghar mei rakhne ke liye?

Abhijeet: tu kyu aapne ghar chala gaya? merepas aa sakta tha na? kya mere par tujhe koi haq nehi hai?

Daya: to mai kya karta? tumne kuch kaha hi nehi jab Doctor ne kaha ki main aapne ghar ja sakta hu.. mai to tumhare taraf dekha.. fir bhi tumne kuch nehi

kaha.. aur haq hai isi liye na aaya wapas..

Abhijeet: tune to mujhse kehene ki haq hi chin lia tha.. ek bar bhi thik se baat nehi ki tune.. to main kaise samjhu? maine socha sayed aab tujhe mera sath

pasand nehi aa raha hain.. main to soch raha tha mera Daya aab thik ho gaya hain.. mujhe dekh sakta hai.. aab hum dono ek sath rehenge.. khub masti

karenge.. bohot payar dunga main aapne Daya ko.. par waha to sab ulta ho raha tha.. tujhe mai nehi samjha sakta ki tab mujhe kaisa feel ho raha tha.. aisa

lag raha tha ki mera sab kuch firse ek baar mujhse chin gaya..

Daya: I'm sorry Boss.. uske liye bhi.. aur abhi ke liye bhi.. batameezi se baat ki na tumse.. danto na mujhe boss..

Abhijeet(smiling): pagal..

Daya: jab jante hi ho main pagal hu.. tab ek thappad marke mera dimag thikane par kyu nehi laye?

Abhijeet: aab mai sorry.. both smiled..

they parted.. Abhijeet mopped Daya's tears.. Daya grabbed Abhijeet's hand..

Abhijeet(teary tone): Daya.. tu mera yaar hai na?

Daya nodded in positive.. not looking at him?

Abhijeet: mera bhai banega?

Daya looked up at him..

Daya: Abhi? tum mujhe aapna bhai manoge?

Abhijeet: man to chuka hu re..

Daya hugged him again with all his force..

Daya: I love you boss.. I love you so much.. tum nehi jante aaj tumne mujhse kya bol dia.. is dunia ki sari khushiya de di tumne mujhe.. boss.. mai kaise explain

karu.. kya bolu? tum.. tum.. mai to..

Abhijeet: bas kar mere bhai.. tujhe kuch bolne ki jaroorat nehi hai.. mai samjhta hu tujhe.. they separated..

Abhijeet: aur sun.. agar kabhi bhi.. mujhe chor ke jane ki baat jehen mein laya na.. jinda mar dalunga tujhe.. Daya burst in laughter listening this.. .. with tears

in his eye.. seeing this Abhijeet also samiled broadly..

Daya(cutely): boss..

Abhijeet(smiling): mere bhai.. Abhijeet gave him a soft kiss to his brother's forehead.. and Daya kept his head on Abhijeet's shoulder..

FRIENDS.. HOW'S IT? SORRY FOR MY MISTAKES.. FORGIVE ME FOR THE LAST TIME.. THAT'S THE END OF THIS STORY.. PLEASE REVIEW FOR THE LAST TIME FOR

THIS STORY.. PLEASE...

THANK YOU TO ALL OF YOU FOR READING, REVIEWING AND LIKING THIS STORY.. WE.. MEANS.. ME AND NANDITA WANT TO SAY THANKS TO ALL OF YOU.. BE

HAPPY.. MAKE HAPPY.. :) :) :)