AUTHOR'S NOTE: THANKS TO GUEST, PARISE22(YAH.. I AM CONCENTRATING ON THAT ALSO:-) ), ARTANISH, GUEST, GUEST, GUEST, GD, SADIA( LIJIYE.. AAB

KHATAM HO GAYA HAI YEH STORY.. AND NEXT STORYYY.. PATA NEHI KAB LIKHUNGI.. PAR WISH TO WRITE.. AND OFCOURSE IT WILL BE ON DUO.. :-) ), RAFIA,

ASHI AND HONEY(YES DEAR.. I AM ALSO SUFFERING FROM EXAMOLYTIS.. :-( :-D ), LOVEABHI, NAZ(OMA KI MOJA.. TOMAR SESH HOYE GELO? KOBI GURU R GAAN

TA ULTE GELO.. AKHON TOMAR HOLO SARA AAR AMAR HOLO SURU.. :-)), RUKMANI, SHRESTHA, KHALSA, DUO ANGEL, GUEST, GUEST, NAINA,PRIYA, NAVYA DI(NO

DI I HEVEN'T THAT.. PLEASE CREAT A NEW ACCOUNT NA.. I AM MISSING YOU.. :-( ) FOR YOUR SUPPORT AND FOR ALLOWING ME TO WRITE ANOTHER CHAPTER..

GD- I AM SORRY BHAI.. YES MUJHE WOH GUEST WALA PART THORA AUR CLEAR KARNA CHAHIYE THA.. I WROTE THAT "THIS WAS TOO MUCH FOR DAYA".. SO I

THOUGHT READERS WOULD UNDERSTAND THE POINT.. BUT NOW I FEEL I WAS WRONG.. OK.. AGAR NEXT MEIN KOI STORY LIKHUNGI THEN I WILL REMEMBER

YOUR POINT.. AND ACP SIR KO DAYA SIR KE PLAN KE BARE MEIN PATA THA.. HE KNEW THAT HE WAS PRETENDING TO BE THE BROTHER OF DINESH.. AND IT WAS A

TRAP.. BUT HE DIDN'T KNOW THAT THERE WAS ANOTHER REASON BEHIND THIS KIND OF BEHAVIOR OF DAYA.. EK BAAT BATAU.. AGAR AAP BURA NA MANE TO.. AAP

EK AUR BAAR PREVIOUS KUCH CHAPTERS PAR LIJIYE.. SAYED AAPKO KUCH POINT CLEAR HO BHI SAKTA HAI.. AND YAH DAYA WAS DEFINATELY ILLOGICAL.. BUT

WHY HE DID SO? AGAR AAP YEH CHAPPY PARENGE TO AAPKO SAYED.. SAYED PATA CHAL BHI SAKTI HAI.. READ THS.. AND PLEASE REVIEW.. THIS STORY ENDS

HERE.. I WILL ANSWER YOUR QUESTIONS IN REVIEW SECTION.. IF POSSIBLE.. OK? THANK YOU FOR READING THIS STORY.. AND OF COURSE.. I HAVE LEARNED

MANY THINGS FROM YOUR FB.. MUJHE LAGTA HAI.. AAPKO YEH CHAPTER RUSHY LAGEGA.. KYA KARU.. ISSE ACHHA LIKH NEHI SAKTI MAI.. SORRY.. TAKE CARE..

BYE..

JYOTI- SORRY.. PREVIOUS CHAPPY MEIN.. REPLY KARNA BHUL HI GAYI THI MAIN.. DEAR.. EXAM HAI SAMNE.. TO PATA NEHI KAB LIKH PAUNGI NEXT STORY.. PAR

CHAHTI TO MAI BHI HU.. JITNI JALDI HO SAKE WAPAS AAUNGI..

THE STORY:

Duo separated.. Abhijeet wiped his brother's tears..

Abhijeet: mujhe Acp sir ne HQ bejh diye the ek meeTing attend karne ke liye.. to us case ka result mujhe maloom hi nehi tha.. aur uske baad ek baad ek case

ko leke hum sabhi bohot busy ho geye the.. maine sir se pucha bhi nehi.. aur tu pagal.. yeh sab bana lia hai aapne man hi man.. kitna illogical thinking hai tera

Daya.. bachho ki tarha soch hai tera..

Daya: boss.. soch ka bhi koi logic hota hai kya?

Abhijeet: what nonsense? you are a cid inspector..

Daya:to kya hua.. mai bhi ek insan hu.. Abhi.. mujhe maloom hai ki zindegi mei koi aapne ki bohot zarurat hoti hai.. aapna rishteder.. maa, baap, bhai, behen..

yah koi bhi.. aapna..

Abhijeet: Daya.. mai pehele bhi kehe chuka hu.. tu hai mera aapna.. tu hai mera bhai.. tujhe yakken nehi hai..

Daya: hai Abhi.. yakeen hai.. par..

Abhijeet: koi par var nehi.. achha tu soch bhi kaise lia.. yeh sab karne ka? haa? jab tera yeh mission khatam ho jata.. tab tu na hi sahi Acp sir ne mujhe sab

kuch bata hi dete.. ki yeh sab ek plan hai.. tab kya hota?

Daya didn't find answer.. but said..

Daya: tab.. wo.. tumm.. tum mujh par gussa to ho jate na? aur.. aur.. tum naraz ho.. ho bhi geye the na?

Abhijeet: achha.. kitne din? kitne din rehe pata tujhse naraz?

Daya(not looking at Abhijeet): usse pehele hi main aur kahi chala jata..

Abhijeet: chala jata.. achha.. samjh gaya.. kaha jata tu?

Daya: kahi bhi..

Abhijeet: reh pata mujhse dur?

Daya didn't answer.. tears dropped.. Abhijeet sighed.. and tuned his face up..

Abhijeet: tujhe kya lagta hai.. tu jata,, aur mai tujhe jane deta?

Daya: Abhi..

Abhijeet(frustrated): kya karu tera mai? pata hai.. Acps sir ek din mujhe bataye the ki tu sayed humse bohot jyada mature hai.. yeh hai tera maturity? haa?

Daya(looking down): Abhi.. tum nehi samjhoge yaar.. jab,, jab koi kehta hai na ki.. iska koi nehi hai.. tab bohot dard hota hai.. bohot dukh hoti hai yaar.. aur

mai nehi chahta tha ki tumhe bhi wo sab sunna pare.. aapne hote hue bhi tum unse dur...

Abhijeet: aare koi honge tab na? agar koi hota.. itne din mein nehi aate kya mere pas bhi.. haa.. mai manta hu ki koi hain mera.. lekin us mushkil ghari mei kaun

tha mere sath.. jab mai sab bhul gaya tha.. yah tak ki mujhe meri maa(he stopped for a while.. then spoke).. jab maa chali gayi.. bilkul ,, bilku akela ho gaya

mai.. tab ko aaya tah.. (pointing towards Daya) tum the.. tum the mere sath.. mere har narazgi.. meri har dant.. mera har ek badtamizee sehen kar tum mera

sath dia.. kabhi akela nehi chora.. tab mujhe bilkul bhi achha nehi lagta tha.. tumhara presence.. lagta tha.. tum mujhe pe ehsaan kar rehe ho.. bebas lachar

samajh ke.. par aab jab mujhe tumhari aadat par gayi hai.. tab tum mujhe fir se akela chorne ki sajish kar rehe the?

Daya was listening all silently...

Abhijeet: Daya.. tu samajh raha hai na? mujhe Daya ki jaroorat hai.. aur kisi ki nehi.. mujhe mere bhai chahiye bas.. tu samajh raha hai?

Daya looed at him.. and the lay down keeping his head on Abhijeet's lap..

Daya: haa.. samajh gaya mai.. aaj nehi us din hi samajh gaya tha.. jis din tum bukhar mein mera naam le rehe the.. us din samjh gaya tha..

Abhijeet: achha.. to Disha ko kyu bola.. ki tu waha rehega.. aur fir kahi aur shift ho jayega.. mere pas nehi rehena chahta tha? Daya din't say any thing..

Abhijeet: gussa to dekho koi sahab ka.. do lafz kya bol di gusse mei.. to kahi jake reheneka bhi soch lia.. Dya tere dimag hai hai to bohot kuch.. par woh sab

bohot hi childish hai..

Daya just grabbed Abhijeet's leg tightly..

Daya: nehi boss.. bola na sab samajh gaya tha..

Abhijeet (smiled): achha..to aaj inta bak bak kyu karwaya mujhse? pehele hi bol deta.. nehi samjhata tujhe itna sab kuch..

Daya: mai tumhare muh se yeh sab sunna chahta tha..

Abhijeet smiled... and sais "aab koi saq to nehi hai na? agar fir se tere dimag mei aisa kuch aaya na to dekhna. kaisa pitai karta hu tera mai.."

Daya: to karo na boss.. ek hi bhai hai tumhara..

Abhijeet(smiled broadly): haa.. wo to hai...

NEXT DAY MORNING..

Abhijeet came into daya's room.. and called him..

Abhijeet: Daya.. uth ja yaar.. and he raised curtain .. and listened a small cute sweet sound of annoyance..."ummm.." and looked back and saw Daya burried

his face in the pillow

Abhijeet: baap re.. maharaj to gussa ho geye.. he again down the curtain.. and went near to Daya.. and sat beside him...

Abhijeet(caressing his hair.. and with a full of love): Daya.. uth ja..mere bhai.. dekh subha ho gayi hai.. mera achh bhai hai na tu.. mera baat nehi manega?

Daya shifted his head to his buddy's lap from the pillow.. Abhijeet smiled..he bent down and whispered in his ears.. 2 baj gaya hai.. bureau nehi jana hai kya?

Daya got up with a jerk and... collided head to head..

Abhijeet(rubbing hos forehead): auchhh.. (irritated) kya Daya.. dekh nehi uth sakta tha?

Daya(with same posture): aare boss.. tum mere sar ke samne kya kar rehe the..

Abhijeet: janab ko jagane ki kaushish.. huh.. aab jao.. jaldi se fresh ho jao jake.. ajeeb larka.. and went out..

Daya(shocked): mai? huh.. and went to fresh up..

after half an hour he met Abhijeet in dinning..

Abhijeet looked at him from kitchen..

Abhijjet: a gaye tum.. baitho mai.. breakfast lata hu..

Daya: aare Abhi aa raha hu mai bhi..

Abhijeet(while coming): nehi re aa gaya hu mai.. baith.. then theysat and started eating food.. Daya had an uneasyness.. Abhijeet sensed that.. but didn't give

attention.. he wanted Daya to be normal..

Abhijeet: Daya.. tu formal mei kyu hai?

Daya: matlab? bureau ja raha hu mai..

Abhijeet: kisne kaha?

Daya: kya matlab? aur.. tum abhi tayar nehi hue ho? bureau late jaoge kya?

Abhijeet: jayenge hi nehi..

Daya: kya?(tensely got up from the chair anf=d came near to Abhijeet and checked him).. tumhara tabiyaat thik nehi hai kya? mai Salunkhe sir phone karta hu..

ruko.. he took out the cell..

Abhijeet(snaching the cell): aare Daya.. kya hai.. mai thik hu bilkul.. aur hospital ki chakkar tum laga kar tum aaye ho mai nehi..

Daya: Abhi.. tumhe bukhar tha..

Abhijeet: aab nehi hai.. hume shopping mall jana hai..

Daya: par kuch din pehele hi to hum...

Abhijeet: humare khud ke liye nehi.. chalo.. kam hai... jaldi khana khatam karo..

Daya shrugged his shoulder..

After fininshing breakfast.. they went out for mall...

IN MALL..

Abhijeet: achha Daya yeh jhumka kaisa hai?

Daya(surprise and happy tone): boss.. mera bhabi...

Abhijeet: oye chup be.. Daya shut his mouth... just said "bohot achha hai"..

Abhijeet was busy in selectin some gifts.. suddenly he noticed Daya was not with him.. he looked around and saw he was helping an old lady.. he moved

forward and heard the convo..

Daya: aap thik to hai maaji..

OL: haa.. beta mai thik hu.. sukriya..

Daya: chaliye aapko hospital leke chalta hu.. aap gir geye the... kahi koi chot lag gayi hogi to..

OL: nehi.. mai bilkul thik hu.. bhagwan tumhe salamat rakhe(Daya smiled) tumhare maa baap bohot khush kismat hai..(Daya's smile vanished and Abhijeet also

became sad for him.. he was going to save him from another heart pinching question but he heard something which make his eyes teary and made him feel

fortunate)

Daya: jee.. mere maa.. baap to nehi hai.. bas ek bare bhai hai..

OL: achha.. aaya hai tumhare sath..

Daya: haa.. wo waha duk.. (he was going to show her who was his brother.. but seeing Abhijeet standing there .. he stopped and looked down.. Abhijeet

came forward and said)

Abhijeet: jee.. mai hu inke bare bhai.. Abhijeet.. aur yeh mera chota bhai.. Daya.. Daya looked at him.. and smiled broadly.. Abhijeet smiled back..

OL: khush rehena beta aapne is payare se bhai ke sath.. duo smiled.. She moved away..

Abhijeet: Chal.. launch kar lete hai..

Daya: aare haa.. launch ka time ho gaya.. mujhe to pata bhi nehi chala..

Abhijeet(while moving forward): budhhu logo ko aksar koi bato ka pata nehi chalta hai..

Daya: haa.. wo to hai.. after few secs he realised .. kya? he saw Abhijeet had already moved forward.. he followed Abhijeet.. and reached him..

Daya: tumne mujhe indirectly budhhu kaha?

Abhijeet: nehio to.. maine kab indirectly tujhe bidhhu kaha?

Daya: abhi to kaha..

Abhijeet: achha yeh.. maine indirectly nehi kaha.. directly hi tujhe budhhu kaha.. budhhu kahika... chal.. he pulled him..

Daya: boss.. and like this they spent the whole day.. in evening.. near about 6 pm.. they came back..

Abhijeet(hurriedly): Daya.. jaldi jao.. fresh hoke ek achha dress pehenke aao.. mai bhi jata hu.. Daya was going to say something.. aur ha.. ek bhi baat nehi..

chalo abhi jao.. ood boy.. go.. Daya moved away.. Abhijeet laughed.. pagal larka.. after sometime both came back to dinning..

Daya: boss.. ab to batao bat kya hai..

voice: hum batate hai na Daya.. Duo looked at the door..

Daya(surprised): Jay.. (went near to the door) aare Disha.. tum bhi.. aare Acp sir.. tum sab.. (looked at Abhijeet)Abhijeet.. yeh sab..

Jay: dekhiye sir.. hume ander bhi nehi bula rahahai.. chaliye sir hum jaye hai.. hum unwanted hai..

Abhijeet: aare are Jay kaha ja rehe ho bhai.. invite to maine kia tum logo ko.. (looking at Daya)yeh thori na kai hai..

All smiled at entered.. party started..

Disha and Tasha were serving the food.. brought by Acp sir And Salunkhe sir..

Abhijeet: sir.. mai khana la sakta tha na..

Salunkhe sir: kyu bhai hum nehi la sakte?

Abhijeet: nehi aisi baat nehi hai..

Daya: sir app dono ne...

Acp sir: haa.. Daya.. Abhijeet jab hume phone karke invite kia.. tabhi maine use keh dia tha ki.. aaj treat meri taraf se.. aur badd mei yeh Salunkhe bhi aad ho

gaya..

All laughed..

Daya: jay tu kolkata se?

Jay: dur baba.. kitna waqt lagta hai re.. viru ne bulaya Jay hazeer..

Daya: kya?

Jay: aare matlab.. Abhijeet bhai ne bulaya.. Jay hazeer..

Daya: par Abhi.. tumhe Jay ka number kaha se mila..

All looked at him.. at his stupid question..

Daya: haa.. wo sorry senior inspector Abhijeet..

All laughed agian..

Freddy(shouting): khana chahiye khana..

Rajat: Freddy .. kuch hi der hua hai umhe Disha ghar mei chay biscuit khate hue..

Freddy(making typical face): kya karu bhook lag gaya hai..

Daya: tum log Disha ke ghar mei?

Sachin: haa.. sir.. Hum sab wahi meet kie the..

Abhijeet: abb puch Disha ki ghar ka address kaha se mila tumhe?

Daya(shyly): boss.. tang kinch rehe ho na meri.. all smiled..

Disha and Tasha came from kitchen..

together: khana ready hai..

Daya: wow.. tum dono ne to kamal kar dia..

Tasha: kya matlab hai sir aapka.. hume kam karna nehi aata?

Disha(warning tone):bhai da.. tum mujhe aur meri dost ko insult kar rehe ho?

Daya touched his ear and said "ek hi sar hai mera.. aisa kar sakta hua kya?" all laughed..

Abhijeet: achha...pehele Acp sir Salunkhe sir.. Jay aur Disha kha lenge thik hai.. fir hum sab kha lenge..

Jay: ek suggestion hai.. floor pe baith ke khate hai.. sab ek sath kha sakenge..

Salunkhe sir: mast idea hai... kyu Acp ?

Acp sir: aare ha.. chalo chalo baith jao.. All setteled.. Disha and Tasha served them all.. and they too sat on the floor.. after sometime they all finished the food..

Freddy: wah.. kya la jawab khana tha sir..

Rajat: sach mei.. man nbhar gaya.. ek idea di hai Jay ne..

Jay: my pleasure..

Acp sir smiled.. and went nera to Daya..

Acp sir: Daya.. tumhe achha laga?

Daya: sir mera Abhi mere liye kuch kare.. aur mujhe pasand na aaye.. aisa kabhi ho sakta hai vala? (teary tone) dekhiye na.. aaj Abhijeet ne yeh sab mujhe

khush karne ke liye kia.. par galti to maine kia tha na.. yeh sab to mujhe uske liye karna tha..

Acp sir: Daya.. itna formal mat bano.. yeh sab karkr tum use jitna khush kar pate na.. usse kayi jyada khush wo tumhe khush derkh kar hai.. is bat ka dhyan

rakhna.. Daya nodded.. and went to Abhijeet.. he was talking with Jay and Disha..

Jay: thank you for the gifts..

Disha: aapke bare mein bohot suna hai.. bhai da se.. aaj dekhe pata chala hai ki aap sach mein bohot achhe hai..

Abhijeet smiled.. Daya came and stand beside Abhijeet.. Abhijeet patted his cheeks..

Daya: achha achha.. yeh jhumka Disha ke liye hai.. maine to socha tha.. he stopped receiving an angry glance from Abhijeet..

Disha(smiled): accha.. suniye.. mai Daya bhai ko bhai da bulati hu.. aapko agar da bhai bulau to aapko koi problem hai?

Abhijeet(laughed): nehi nehi.. koi problem nehi hai.. Tasha meri behen thi.. abb tum bhi meri behen ho.. do behen mil gaya.. aur do bhai bhi..

Jay: yess.. mai bhi bhai hu.. par mai kya bulau?

Abhijeet: Abhijeet hi bulana..

Jay: short form.. Abhi bulaye?

Daya(instanly): nehi.. three looked at him.. mera matlab hai.. Abhijeet hi bulao na.. achha lagta hai.. (lookin at Abhijeet)Abhi..jeet.. tum bolo na..

Abhijeet smiled secretly and said "haa.. Abhijeet hi bulana.."

Jay: ok.. aapse mil kar bohot khushi hui..

Abhijeet: mujhe bhi.. aur tum mere ek bar bulane par yah aa geye.. is liye very happy..

Jay: haa.. ajj mera day off hai.. aur kal chutti manag kar lunga.. they smiled.. and heard Acp sir was saying

Acp sir: achha.. suno sab.. chalte hai aab.. raat bohot ho gayi hai..

Jay: haa Abhijeet hume chalna chahiye hai abhi..

Daya: tu aaj Disha ke ghar mein rehega?

Jay: nehi re.. raat 2 baje ki flight hai..

Abhijeet: to tab tak tum hamare sath raho na.. mai Disha ko ghar chor deta hu..

Disha and Jay looked at each other.. Daya saw that..

Jay: nehi.. wo.. umm..

Daya:rehene do Abhi.. kuch hi pal ek sath..

Jay(warning tone): Dayaaaa..

Abhijeet understood..

Abhijeet(smiled): it's ok.. it's ok..

Jay(smiled back): fir kabhi..

Abhijeet: yah ofcourse..

All went.. duo bid them..

Abhijeet raised his eyebrows and asked to Daya "kya?"

Daya hugged him with "boss.. I love you so much.. so much".. he was crying.. tum itne achhe kyu ho? I don't deserve this.. really don't..

Abhijeet hugged him back and was rubbing his back..

Abhijeet: oye mere bhai kya desereve karta hai.. kya nehi.. wo samjhunga.. samjha..

Daya just nodded..

Abhijeet: chal.. so jate hai.. aaj chutti mila hai.. kal nehi milega.. Daya separated.. after changing they lay down..

DAYA WAS LYING ON ABHIJEET"S LAP AS USUAL.. AND ABHIJEET WAS CARESSING HIS HEAD AS USUAL..

Abhijeet: Daya.. tu bachha hai kya jo gaud mei sota hai?

Daya: mai mere bhai ka gaud mei so raha hu.. tumhe kya?

Abhijeet: achha thik hai.. nehi bolta mai kuch..

Daya: Abhi.. mai na.. tumse baat nehi karunga..

Abhijeet: kyu? kya hua?

Daya: tum Jay ko aapna bhai bana lia? aur to aur wo mera dia hua naam chori kar raha tha. uar tum kuch kaha bhi nehi..

Abhijeet was struggling enough not to burst out in laughter..

Abhijeet: to .. to kya hua?

Daya: to bohot kuch hua.. tum Sirf mere bhai ho.. aur sirf mai hi tumhe Abhi bula sakta hu.. samjhe?

Abhijeet: samjh gaya.. mere baap.. samjh gaya.. jealous kahika..abb so jaa..

Daya: haa.. jealous hu to hu.. achha hai.. aur nehi.. nehi sona.. suno na..

Abhijeet: aab kya hua?

Daya: tumne ek baat notice ki?

Abhijeet(looking at his face): kya re?

Daya: Abhi aur Bhai.. yeh dono words mein na same alphabets hai.. A, B, H and I..

Abhijeet: aare haa.. yaar.. maine to kabhi aisa socha hi nehi..

Daya: hmm.. yeh bat sirf mujhe pata hai.. kyuki tum sirf mere Abhi ho.. koi saq..

Abhijeet(smiled): sawal hi nehi uthta..

Daya smiled and drifted into sleep by holding Abhijeet's leg tightly..

Abhijeet smiled and kissed him and murmured "kabhi dur nehi jane dunga tujhe.. nahi mai dur jaunga tujhse.. Main hu tere sath.. wada raha.."

FRIENDS.. YEHI TAK THI YEH KAHANI.. EXAMS SHURU HONE WALA HAI.. PATA NEHI KAB FIR AA PAUNGI.. EXAMS TO KHATAM HO JAYEGI 24TH DEC.. PAR ISKE

BAAD.. THORA MUSHKIL HAI.. KUCH PERSONAL KAAM REHEGA.. SO, DON'T KNOW WHEN I WOULD MEET WITH YOU ALL.. PAR JALDI AANE KI UASHIS KARUNGI

JAROOR.. TO JANE SE PEHELE BYE BOL DIJIYE MUJHE.. REVIEWS DE DIJIYE PLLLLLLZZZZZZZZZZZZ... SILENT READERS.. PLEASE.. FOR THE LAST TIME.. MAI

INTEZAR KARUNGI.. THIK HAI? SORRY FOR MY ALL UNINTENTIONAL MISTAKES.. FORGIVE ME PLEASE... TAKE CARE.. BE HAPPY..MAKE HAPPY.. :-).. BYE..