Next part

Same day evening Time

Daya coming out from someone house...he stands beside of his car and shake hands to that person and says : ok… Raghav…. Ab main chalta hu….

Raghav : Daya… itne dino baad yaha ayi ho... dinner karke tho jayiye na..

Daya : nahi Raghav... phir kabhi...ab tho bahut jaruri kaam hai…ok bye..

He just going to open his car door, at same time..a ball hits to his car...he quickly catches the ball… and turns around to see who throws the ball..

Raghav : Daya...are you ok…

Daya : ya.. I am ok..

Uncle ball...one little boy came there..

Raghav : tum logon ko kitne baar kaha Maine.. yaha ball ke saath mat khelna… kisi ko lag jayegi...

Sorry uncle… dhyaan rakhenge… ball dijiye na.. please..boy requesting Raghav.. while Daya busy to remembered that boy face .where he was saw him last time...

Now he recognize that boy.. then he quickly asks the boy : hai..kaise ho..

Boy : arre uncle aap yaha…

Suddenly Raghav snatches the Ball from Dayas hand..

Daya : haan Krish beta… main apne dost se Milne Aya hu..

Krish : achha… Raghav uncle apka dost hai..

Daya : haan…

Krish in gestures..ask Daya to come here, Daya little bends down,

Krish telling in Daya's ear : uncle aap apne dost se boliye na..ki ..ball dedijiye na Hume..

Promise uncle is baar dhyaan se khelenge..

Raghav heard this : Daya iski baaton pe mat ana.. ye Krish hamesha apne baaton se jaadu kar dete hai.. phir hum in par gussa bi nahi Kar pate..

Krish tells to Raghav : uncle aap bahut achhe hai... main bhagwaan se request karunga...apko promotion hojayega.. please ball dijiye na..

Raghav in excitement : Sach..

Krish : haan uncle..Meri maa kehti hai.. main Jo bi mangti hu... bhagwaan mujhe dete hai…

Daya just smiling at his cute and innocent words..

Raghav : phir lelo tumhare ball..

Krish take the ball..and said : thank you uncle.. ..ab apka promotion pakka...he said to daya... bye uncle..

After he leaves… Daya burst out laughing..

Raghav confusedly looking at daya and ask….Kya hua.. itna jor se Kyu hass rahe ho..

Daya : arre vo bachha tume buddhu banake chale gaye..

Raghav : vo kaise..

Daya : tumhare khud ka company hai.. matlab tum khud boss ho … phir tume promotion kaise milega yaar..

Raghav : arre haan.. ye tho Maine socha hi nahi.. main already kaha tha is Krish ki baaton pe koi jaadu hai..

Daya : hmmm.. vo tho Maine dekha.. Kya karte hai iske papa..

Raghav : uska papa nahi hai Daya.. uska sab kuch uski maa hi hai… bahut pyaara bachha hai.. bahut sansakar bi hai..kuch hi din hui hai yaha is society me akar.. Krish ka maa job karte hai.. bahut afsoos hai.. itne choti Umar me is bachhe se uski papa ko cheen liya bhagwaan ne… but vo kabhi is baat ko lekar udaas nahi hote.. sab ko kehte hai..uski maa hi..uska maa baap dono hai..

Daya looking at Krish who plays with his friends ..

Raghav : choti Umar me kitna samajdar hai ye bachha.. Sach me Krish ka maa bahut kush naseebwale hai..

Daya : Kya hua Krish ka papa ko..

Raghav : Krish ka maa kaha ki unki pati ko accident me mauth hui…. Tabh se krish ka maa hi sab sambhalte hai..

Daya : Sach me bahut na insaaf Kiya bhagwaan ne is bachhe ke saath,agar iska papa jinda hote tho.. apne bete ko dekh Kar proud feel karte hai.. he staring at Krish with full of affection..

Raghav : haan… then suddenly something strikes in his mind..agar tum bi kosish Kare tho tum ko bi aisa hi pyara sa beta milasakte hai..

Daya understand what his meant.. he shook his head and ask : tum har baat mere Shaadi se Kyu link karte ho yaar..

Raghav : arre kab tak aise akele rahoge.. achha business hai… bahut naam bi kamaliya.. ab tho shaadi karlo.. humare batch me ab tumhi bachi ho kuwara banakar... jaldi humare shaadi shuda batch me shamil hojao yaar..

Daya : haan haan.. sochenge..he sits inside of car..

Raghav : haan..tum sirf sochte hi rehna… aur isme tumhare Umar bi chali jayegi..

Daya smiles slightly : tum bi na...ok ab bye..

He driving the car while looking at Krish from side mirror… and smiling while recalls his innocent words.

Thanks Mishra for reviewing..

Aur apko Kya hua..ji.. Kal ki chapter achhi nahi lagi hai Kya… reply hi nahi diya..aap Jasmin..

Aur main bass aaj itna hi likh paayi hu.. I hope you understand…