flashback

mukhiya - vishali ke pakde jae ke baad shamsher bahut khodhit hua vo ek rishi ke ashram chale gaya..

in ashram..

shamsher enter..rishi came near and join hands..

rishi.- maharaj..app yaha...

shamsher - rishiwar hum yaha apse kuch mangne ae ha..

rishi - rajan ye sadhu tumhe kya de sakta ha..

shamsher - app humare ek shadyant ke issa baniye..

rishi - kesa shadyant..?

shamsher - apko shivpuri ke sabhi logo ko raja abhijeet ke kilaf bhadkana ha ..

rishi (angrily ) - yeh kya apsabad bol rahe ha app rajan hum esa kada chit bhi nahi kare ge..

shamsher - rishiwar apko yeh kary karna hoga ek kar dene ke roop uss jamin ka kaar jis par apka yeh ashram ha..

rishi (pov) - ab hum kya kare vese suna ha shivpuri mein praja raja se bahut prem karti ha agar hum esa kare ge.. toh bhi praja hum par vishvass nahi kare gi or raja abhijeet ki jaan bach jae gi..

in kingdom..

har har mahadev har har mahadev har har mahadev..followers of rishi enter by showing flowers on rishi everyone from house came

p 1 - wah kafi prisidh baba lagte ha..

p 2 - sahi kaha isi liye toh itne sevak ha

p 3 - chalo hum bhi ashirwaad le lete ha..

all started going to them rishi hold one's hand..

p 1 - kya baat ha munivar apne hamara hath kyu pakda..

rishi - ek bura bahas ke karan..

p 1 - abhass ?

rishi - hume abhass ho raha ki yaha jo raja bana ha vo uss singhass par agar zayada der raha to rajy ke liye ek abhishap hoga...

all started looking here and there..

follower - agar esa ha maharaj toh inhe iss samsya se niklne ka upchar bhi bataiye.

rishi - ek hi upchar ha raja shamsher ki madaat or kuch nahi..ab chalo shishiyo yaha se..hum iss abhishap nagar mein or nahi ruke ge..

flashback over..

mukhiya ji - vo log waha se chale gae yeh baat sab gao wale ke dil mein beth gai...isi liye faisla hua ki sab raja shamsher ke pass jae..raja shamsher ke jane ke baad unhone ek yukti di kaha ki vo raja abhijeet or dono yuvraj ko yudh ke maidain mein lae ge or phir waqt dekhte or yudh mein rehte hue shivpuri wale teeno ko mar de ge..iss baar shatru ko kamzor samjha humare raja ne isi liye teeno raniyo ko bhi jane ki ijazzat di yudh mein sabhi ko mar diya gaya sabhi ki maut ke baad maharaj pradyuman bhi chal busse..jab yeh baat rishi girish ko pata chali toh unhone ek shrap de diya ki gao mein jo bhi bahar ka admi kadam rakhe ga vo marr jae ga , gao ki logo ki atma bhi waha jae gi jaha unhone sabhi ke sharir garhe ha or vo tha vo mandir jo ki ek gufa bangai ha jaha yuvraj abhijeet ne shiv abhishek kiya tha or sirf yehi nahi suraj ke dhalne ke baad hum sab pathar banjae ge yeh bhi shrap unhone hi diya tha..

mansi - kya yeh shrap todne ka koi rasta ha ?.

mukhiya - rasta ha app sabko uss gufa ke kapat kholkar atmao se ladhkar yuvraj abhijeet ke hatho shiv abhishek karvana hoga..

abhi - shiv abhishek or mein mujhe toh kuch bhi nahi pata..

mukhiya - tumhe apni shradha ko jagana ho..

abhi - ab mein kyu shardha kapoor ko jagau ga..

daya - mere bewakoof bhai shradha ka matlab fil ki shradha...vo shradha kapoor nahi..

abhi - oo..sorry

mukhiya - abb sab tumhare hath mein ha or ha yaad rakhna khazana bhi usi madir mein ha..

kevin - areh pir toh hum usse jarur khole ge..

abhi.- ha mein kholu ga..

mukiya - toh chaliye mein apko rah dikha deta hu..

and he took all to the..tunnel..

mukhiya - yehi ha vo..mandir..

all looked at it it was big tunnel with a big gate..

'' vishwass mein vijay ha ''...

all looked at the mukhiya who said these words suddenly earth started shaking and clouds started gathering lightning occur shiny bees came out from grass...and form a pattern of shiny star..

shreya - abhi tera locket

abhi looked at it started shinning..abhi took out the locket and forwarded..locket got up itself and get into the start formed by the bees the lightning occur again..all looked the shiny star form by bees dissappeared..

the lighting falls on ground near the foot of tunnel all step back with shock..the earth started shaking again..the tunnel gate open..everyone's body jerk..like something enter in thier body..kavin became angry..and started moving ..

daya - app kaha ja rahe ha kavin..

kavin - hume rokiye nahi bhau hum inhe chode ge nahi..humne apni praja ke liye najane kya kiya kintu inhone humare sath chalkiya..

abhi - yuvraj kavin app ek yuvraj ha or ek yuvraj ka farz ha praja ko raksha karna..naki unhe kasht pahuchana..

purvi - yuvraj kavin yeh sahi keh rahe ha apko apne yuvraj hona bholna nahi chahiye

suddenly abhi felt odd he looked down and saw mukiya bend down..

abhi - areh mukiya ji app uthiye..

mukhiya - hume shama kardijiye yuvraj..humne apke vishvass ko thes pahunchai..

abhi - apko apne kiya par pachtava ha isi ki hume khushi ha..(to all ) chalo ab waqt agaya ha apne rajy ko shrap se mukt karne ka..

all moved inside the tunnel..daya and kavin started removing webs from the shivling..the bells started striking itself..

all sat on floor abhi went near the ling..

he took a small utensil and pour water on shivling

abhi - Jatatavee gala jjala pravaha pavitha sthale,

Gale avalabhya lambithaam bhujanga thunga malikaam,

Dama ddama dama ddama ninnadava damarvayam,

Chakara chanda thandavam thanothu na shiva shivam.

he took second utensil it was milk he poured in ling some rose petals also fall on it as he put the material black colour cloud came out from the ling back and started going out..

Jata kataha sambhramabrama nillimpa nirjari,

Vilola veechi vallari viraja mana moordhani,

Dhaga dhaga daga jjwala lalata patta pavake,

Kishora Chandra shekare rathi prathi kshanam mama.

he pour honey on the ling and then the curd..

Dara darendra nandini vilasa bhandhu bhandura,

Sphuradigantha santhathi pramodha mana manase,

Krupa kadaksha dhorani niruddha durdharapadi,

Kwachi digambare mano vinodhamethu vasthuni.

he again pour water on it

Jada bhujanga pingala sphurath phana mani prabha,

Kadamba kumkuma drava praliptha digwadhu mukhe,

Madhandha sindhura sphurathwagu utthariya medhure,

Mano vinodhamadhbutham bibarthu bhootha bharthari.

he pour water around shivling

Sahasra lochana prabhoothyasesha lekha shekhara,

Prasoona dhooli dhorani vidhu sarangri peedabhu,

Bhujangaraja Malaya nibhadha jada jhootaka,

Sriyai chiraya jayatham chakora bandhu shekhara.

Lalata chathwara jwaladhanam jaya sphulingabha,

Nipeetha pancha sayagam saman nilimpanayakam,

Sudha mayookha lekhaya virajamana shekharam,

Maha kapali sampade, siro jadalamasthu na.

villagers came and saw them they shocked and stand there

Karala bhala pattika dhagadhaga jjwala,

Ddhanam jayahuthi krutha prachanda pancha sayage ,

Dharadharendra nandhini kuchagra chithrapathraka,

Prakalpanaika shilpini, trilochane rather mama.

abhi put tilak on ling with fingers in center.

Naveena megha mandali nirudha durdharath sphurath,

Kahoo niseedhi neethama prabhandha bandha kandhara,

Nilimpa nirjari darsthanothu kruthi sindhura,

Kala nidhana bandhura sriyam jagat durandhara.

abhi joint hands and closed his eyes daya and kavin also did the same

Prafulla neela pankaja prapancha kalima prabha,

Valambhi kanda kanthali ruchi prabandha kandharam,

Smarschidham puraschidham bhavaschidham makhachidham,

Gajachidandakachidham tham anthakachidham bhaje.

Agarva sarva mangalaa kalaa kadamba manjari,

Rasa pravaha madhuri vijrumbha mana madhu vrtham,

Suranthakam, paranthakam, bhavanthakam, makhandakam,

Gajandhakandhakandakam thamanthakanthakam bhaje.

Jayathwadhabra vibramadbujaamga maswasath,

he took white garland and wear on ling and join hands

Vinirgamath, kramasphurath, karala bhala havya vat,

Dhimi dhimi dhimi dhwanan mrudanga thunga mangala,

Dhwani karma pravarthitha prachanda thandawa shiva.

Drusha dwichi thra thalpayor bhujanga moukthika srajo,

he took some leaves and kept at the top

Garishta rathna loshtayo suhrudhwi paksha pakshayo,

Trunara vinda chakshusho praja mahee mahendrayo,

Samapravarthika kadha sadashivam bhajamyaham.

Kada nilampa nirjaree nikunja kotare vasan,

Vimuktha durmathee sada sirasthanjaleem vahan,

Vilola lola lochano lalama bhala lagnaka,

Shivethi manthamucharan kada sukhee bhavamyaham.

he took flowers and spread around ling but the incense sticks and diya took that plate and started doing prayer

Imam hi nithya meva muktha muthamothamam sthavam,

Padan, smaran broovan naro vishudhimethi santhatham,

Hare Gurou subhakthimasu yathi nanyadha gatheem,

Vimohinam hi dehinaam sushakarasya chithanam.

Poojavasana samaye dasa vakhra geetham,

Ya shambhu poojana param padthi pradhoshe,

Thasya sthiraam radha gajendra thuranga yuktham,

Lakshmeem sadaiva sumukheem pradadathi shambu.

he kept the plate and joint the hand and closed the eyes..

om namha shivay (30 )

soon the cloud stop coming from back..

in city gateall were standing joining hands...

mukiya - ap sabka shukur guzar kese kare yuvraj apne humare gao keliye itna sabkuch kiya pehle bhi or ajj bhi iss gao ko shrap se mukt kiya..

daya - esi koi badi baat nahi ha mukhiyaji.

mukhiya - phir bhi jate jate hum apko abhar ke roop mein khazana dena chahte ha..

kavin - hume khazane ki zarurat nahi ha mukiya ji..

abhi - mukhiya ji vo khazana humne pichle janam mein rajy ke liye hi bachaya yha isi liye usse app iss jagha ki tarriki ke liye lagaiye vo hi behtar ha..

daya - abhi ne thik kaha ab hum chalte ha..humari flight ka time hone wala ha

they join hands abhi waved hand to purvi..

and they started going..they sat in car abhi was going to sit

purvi (to mukiya ) - baba..

mukhiya smile and understand..

mukhiya - ek minute bade yuvraj..

abhi stop all looked at back..

mukhiya - hum mante ha ki khazana hum praja ka tha kintu rajkumari toh apki thi na..

(purvi downed her head with shyness )

mukhiya - isi liye jate jate app apna yeh anmol khazana le jaiye..

abhi and all smile..abhi open his arm purvi ran and hug him..

abhi - matlab app bhi humare sath set hogayi thi..

purvi - humne jab apko dekha tab hi fida hogaye the..

both laughed..

THE END...

hash kahani kahtam ab shuru hoga

love or hate..

LOVE OR HATE

(comming soon )

by - trio fan and mysterious abhi..