thx to all reviewers

I m really happy with the reviews

Here is your new chapter

But firstly sorry for short and late update

I m I'll from many days

Hope you understand

Daya is walking on empty road

Many things are revolving in his mind

"pta nhi konsi manhoss ghadi thi jab boss ise yha leke aae the... "

"Aaj boss kitne khush the na daya ko dekhkar"

"Are pichle ek mahine se boss isse dundh rhe h khus to hoge hi na"

Daya remember how dongara take care of him... Give him relation of brother... Always take daya's side... Always worried about his wounds... How always try to make daya's victory memerable... Always fill all duites of a big brother... Always fight for him...

daya sit near a stone

Daya look upward : bhagwan ye kaise musibat mein daal diya h tune mujhe... Mera dil nhi manta ki boss mera bura soch bhi sakte h... Or jo hua vo m bhool bhi nhi sakta

And he close his eyes

Next day... In sharp morning

Daya enter inside and look for dongara

Daya directly go toward dongara's room... But no benefit... Room was empty

Daya come back and in formal tone : boss kha h...

One of the goon reply : vo bhai aap bhar the na saari raat to boss bhi andar nhi aae...

At a time a voice arrive : m yha hu daya...

Daya turn immediately : boss...

Dongara come near to him and in calm tone : kal sari raat kha the tum... (In worry) khana bhi nhi khaya... Tumhe jo man aae vo karo par please khana kha lo...

Daya look him emotionally...

Daya with heavy throat : boss vo mujhe apse maffi magni thi...

Dongara with smile : are daya maffi kis baat ki... Aisi koi baat nhi h... Tum aao khana kha lo...

Daya sit on his knee : nhi boss please... M janta hu galti meri h... M aap par shak kr sakta hu... Aapne mujhe jindgi di h aap mujhe maar nhi sakte... Boss plzz mujhe maaf kar dooo

Dongara wipe his eyes with : tum khana kha lo m tumhe maaf kar du ga

Daya hug him instatly...

While sobbing : sorry boss...

Dongara : daya ro mat mere bhai dekh tu rota h na to mujh se sehan nhi hota...

Daya wipe his tears

Dongara : chal khana khate h (both left)

At dinning table - daya take his bite but don't eat it

Dongara : kya hua daya khana khao...

Daya get up and run other side (all left with him)

Daya looking here and there...

Dongara speak : daya kya baat h bol to shi

A word come out from daya's mouth : abhijeet...

Daya again : boss abhijeet kha h... Usne bhi to khana nhi khaya hoga... (He call) abhijeetttttttttttt

Daya to dongara : boss abhijeet kha h...

Dongara place his hand on daya's shoulder : daya chal mere saath

(They left in dark room.)

abhijeet tied to chair... His head bleeding...and abhijeet in uncousious state

Daya run toward abhijeet and take his face with : abhi aankhe kholo ... Ankhe khol bhaai... (Abhijeet in anger) haath kholo iske (goon look toward dongara.. Dongara nodded in yes) goons open his hands

Daya take abhijeet to bed

Daya frin water drop on abhijeet face

Abhijeet open his eyes slowly

Daya with concern : abhi tum theek ho na

Daya touch abhijeet's wound with care and a scream from abhijeet mouth

Daya run and take first aid box

Daya give first aid to abhijeet...

Abhijeet in mid-conciousness : daya.. Daya...

Daya in teary tone : boss ankhe kholo... Sorry boss meri wajah se tumhe takleef hui itni...

Daya get up and in scold tone : kyaa h ye sab.. Kisne kiya abhijeet ke saath ye sab... Bolo... Jawab doo

Dongara in calm tone : mere khne pe hi ye sab hua daya...

Daya turn toward dongara : boss kyoo... Isne to meri jaan bachai thi... Itne din mujhe haar haal mein sambhala h isne... Iske saath itna bura bartav kyo boss

Dongara in normal tone : daya har chiz ki ek vajah hoti h... Par abhi tum iss halat mein nhi ho ki kuch samaj pao... Abhijeet ka dhayaan rakho... Hum log chalte h (dongara and goon left)

outside

One goon : boss agar us abhijeet ne daya ko sab bta dia to

Dongara start laughing

inside the room

Daya with care : abhi ankhe kholo... (While patting his checks)

Abhijeet with smile : tum ro rhe ho daya (daya wipe his tears)

Daya again : tum theek to ho na abhijeet...

Abhijeet noded in yes

Daya immediately hug him (because of guilt in his heart for abhijeet condition)

Daya : sorry boss... Vo in sab ko laga ki tumse mujhe khatra h... Or is liye unhone tumhe yha uss tarah rakha..(with happiness) abhi in sab mein boss ka haath nhi h.. (In calm tone) pata nhi yaar kaise meine ye soch liya ki ye sab boss ne kiya h... Vo sab kuch mere liye bhagwan se bhi badhkar (in low tone) or meine bhagawan par hi shak kr liya...

Abhijeet in his mind : daya ko agar abhi kuch samja ga to vo nhi samjhega... Mere pass koi saboot bhi nhi h... Ye dongara ek ek chal bhot soch samaj ke chal raha h... Isne ab tak daya ko nhi bataya ki m ek cid officer hu... Jarur iske dimak mein kuch bhot bada chal raha h

At a time daya speak : kya hua boss kin khayalo mein kho gaye...

Abhijeet with smile : khi nhi khoya mere bhai...

Daya again : boss tumne to do dino se kuch nhi khaya na.. Ruko mein kuch leke aata hu tumhare liye... (And he left)

At a time dongara entre in room and come near to abhijeet

Abhijeet in firm tone : kya chahta h Tu... Kya chal raha h tere dimak mein bol

Dongara in happy tone : mere dimak mein ek chalange chal raha h abhijeet... Ek sharat...

Abhijeet look him unbelievably

Dongara continue : dekho abhijeet tum jante ho ki mein daya ko marna chahta hu... Or m janta hu ki tum ek cid officer ho... Dekho hum dono ke pass ek dusre ke raaz h... Hum dono apne paate kholte h or dekhte h ki daya kis par bharosa karta h.. Tum daya ko meri sachai btao or m daya ko tumhari sachai btauga... Or dekhte h daya ko kis par bhrosa hota h

Abhijeet in anger : mein daya se apni sachai uski ifazat ke liye chupai h... Par tumne apne sachai daya ko marne ke liye chipai h

Dongara : ok ok abhijeet maan liya ki jo tum keh rhe ho vo sach h... Par m tumhe challange karta hu agar Tum daya ki nazro mein mujhe galat sabit kar do to...

Abhijeet in anger : m tumhara challage accept karta hu dongara m daya ko iss baat ka vishwas dilvau ga ki tum uske saath.. Uske emotions or feelings ke saath khel rhe ho... I accept your challange

the end

Guys socho aab abhijeet kaise apna challange pura kr paega

Kya daya ko abhijeet ki baato par yakeen hoga

Or hoga to kaise hoga

All answers are in next chap

Next after 160 reviews

Ok bye

Tc

Keep reviewing